Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics

Writer :

Singer :




Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai

Bahut unko chaaha ke apna banaayein
Apna banaayen
Bahut unko chaaha ke apna banaayein
Apna banaayen
Muqadaar ko lekin gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai

Muhabbat mein aisa koi din na guzra
Muhabbat mein aisa koi din na guzra
Jise hamne rokar guzaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai

Na kyun jaan de de wo qismat ka maara
Qismat ka maara
Na kyun jaan de de wo qismat ka maara
Qismat ka maara
Zamaane mein jiska sahaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.