Khel (1950) songs and lyrics
- 1. Wo Aayenge song lyrics
- 2. Tu Kahaan Chala Mukh Mod Ke song lyrics
- 3. Tod Gaye Haay Tod Gaye song lyrics
- 4. Sajna Din Bahure Hamare song lyrics
- 5. Kahe Mujhse Jawaani song lyrics
- 6. Jaate Ho To Jaao song lyrics
- 7. Hamein Ab Ye Jeena Ghawara song lyrics
- 8. Bhool Ja Ae Dil Mohabbat Ka Fasana song lyrics
- 9. Apni Mehfil Mein Phir Ik Baar song lyrics
Top Ten Lyrics
- Wo Aayenge song lyrics
- Tu Kahaan Chala Mukh Mod Ke song lyrics
- Tod Gaye Haay Tod Gaye song lyrics
- Sajna Din Bahure Hamare song lyrics
- Kahe Mujhse Jawaani song lyrics
- Jaate Ho To Jaao song lyrics
- Hamein Ab Ye Jeena Ghawara song lyrics
- Bhool Ja Ae Dil Mohabbat Ka Fasana song lyrics
- Apni Mehfil Mein Phir Ik Baar song lyrics
Tod Gaye Haay Tod Gaye Lyrics
Writer :
Singer :
Tod gaye haay tod gaye
Armaan bhara dil tod gaye
Tod gaye haay tod gaye
Armaan bhara dil tod gaye
Samjhe thhey sahara ham jinko
Majhdhaar mein hamko chhod gaye
Tod gaye haay tod gaye
Armaan bhara dil tod gaye
Kya haal sunaayein ham apnaa
Ab kaun mitaaye gham apnaa
Kya haal sunaayein ham apnaa
Ab kaun mitaaye gham apnaa
Taqdeer banaane waale hi
Khud mera muqaddar phod gaye
Tod gaye haay tod gaye
Armaan bhara dil tod gaye
Duniya mein koyi apnaa na rahaa
Wo pyaar bharaa sapnaa na rahaa
Duniyaa mein koyi apnaa na rahaa
Wo pyaar bharaa sapna na rahaa
Ulfat ka sila itna sa mila
Hamko wo akela chhod gaye
Tod gaye haay tod gaye
Armaan bharaa dil tod gaye
Aabaad tha dil weeraan huaa
Ulfat kaa chaman sunsaan huaa
Aabaad tha dil weeran huaa
Ulfat ka chaman sunsaan huaa
Barbaad har ek armaan huaa
Jis roz se wo munh mod gaye
Tod gaye haay tod gaye
Armaan bhara dil tod gaye.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


