Sajna Din Bahure Hamare Lyrics

Writer :

Singer :




Sajna din bahure hamare
Sajna din bahure hamare
Pyaase aa pahunche nadiya kinaare
Sajna din bahure hamare

Kaamnaaon mein bechaini aayi
Kaamnaaon mein bechaini aayi
Man ki komal kali muskaayi
Ham kahaan tum kahaan
Ham kahaan tum kahaan
Aur ye pyara samaan hanse
Khwaabon ke chamke sitaare
Sajna din bahure hamare

Khel chaahat kaa khel
Ye hai man ki kulel
Badhe itnaa to mel
Khel chaahat ka khel
Ye hai man ki kulel
Badhe itnaa to mel
Manjhe chadh jaayen bel
Manjhe chadh jaayen bel
Tum hamaare bano ham tumhare
Sajna din bahure hamare.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.