Chand Kabhi Tha Baahon Lyrics

Writer :

Singer :




Chand kabhi tha baahon mein
Phul bichhe the raho mein
Ab to wo sapne gaye bikhar
Dub gaye hum aaho mein
Chand kabhi tha baahon mein
Phul bichhe the raho mein
Ab to wo sapne gaye bikhar
Dub gaye hum aaho mein
Chand kabhi tha baahon mein

Dur dur dur jaha
Uth raha hai ab dhua
Dur dur dur jaha
Uth raha hai ab dhua
Mera wahi pal tha aashiya
Taro ki jhilmil chhao mein
Chand kabhi tha baahon mein
Phul bichhe the raho mein
Ab to wo sapne gaye bikhar
Dub gaye hum aaho mein
Chand kabhi tha baahon mein

Haye meri bekasi
Bezuba hai zindagi
Haye meri bekasi
Bezuba hai zindagi
Mai unki nazro se aisi giri
Na apne ghar hu na raho mein
Chand kabhi tha baahon mein
Phul bichhe the raho mein
Ab to wo sapne gaye bikhar
Dub gaye hum aaho mein
Chand kabhi tha baahon mein.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.