Dil Kehta Hai Zara Lyrics

Writer :

Singer :




Dil kehta hai zara to dam le lo
Dagar kahti hai ke chalte chalo
Dil kehta hai zara to dam le lo
Dagar kahti hai ke chalte chalo

Manjil ae manjil tere deewane
Tere deewane rukna na jane
Manjil ae manjil tere deewane
Tere deewane rukna na jane
Dil kehta hai zara to dam le lo
Dagar kahti hai ke chalte chalo

Ho laye hai kiska sandesha
Ye rang bhare badal
Ho kiske khayalo mein aake
Macha di ye halchal
Zindagi hai ye khwab nahi hai pyare
Aag bhi hai bas rag nahi hai pyare
Zindagi hai ye khwab nahi hai pyare
Aag bhi hai bas rag nahi hai pyare

Kahi kadi dhup hai kahi chhaya
Kahi kadi dhup hai kahi chhaya
Raste ye unche niche jane pahchane
Dil kehta hai zara to dam le lo
Dagar kahti hai ke chalte chalo

Ho masti mein gate wo panchhi
Chale ghar apne
Ho aayi hai sham suhani
Leke naye sapne
Suni suni rahe dur hamara ghar
Rah gayi hai ek aah nikal kar
Suni suni rahe dur hamara ghar
Rah gayi hai ek aah nikal kar
Abhi sari rat hai tere aage
Abhi sari rat hai tere aage
Ye to ek ada hai bhole bhale parwane.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.