Painter Babu songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jab Yaad Ki Badli Chhaati Lyrics
Writer :
Singer :
Jab yaad ki badli chhaati hai
Tab aankh meri bhar aati hai
Jab yaad ki badli chhaati hai
Tab aankh meri bhar aati hai
Jab yaad ki badli chhaati hai
Tab aankh meri bhar aati haiMujhe sulaane ki khaatir raat bhi thak-thak jaati hai
Mujhe sulaane ki khaatir raat bhi thak-thak jaati hai
Par nid meri to
Par nid meri to pagali thahari, tere ghar tak jaati hai
Jab yaad ki badli chhaati hai
Tab aankh meri bhar aati hai
Jab yaad ki badli chhaati hai
Tab aankh meri bhar aati haiTu kyaa teraa waadaa kyaa har baat teri sharmaati hai
Tu kyaa teraa waadaa kyaa har baat teri sharmaati hai
Pat mit jaaege
Par mit jaaege pyaar me ham, ye dil ki agan bataati hai
Jab yaad ki badli chhaati hai
Tab aankh meri bhar aati haiChaar deewaari mandir ki, yaad teri doharaati hai
Chaar deewaari mandir ki, yaad teri doharaati hai
Par khaali madir, o
Par khaali mandir me pujaa to man ki thakan badhaati hai
Jab yaad ki badli chhaati hai
Tab aankh meri bhar aati hai.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


