Kab Talak Shama Jali Lyrics

Writer :

Singer :




Kab talak shama jali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Shame gam kaise dhali,
Shame gam kaise dhali yaad nahi
Shame gam kaise dhali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Shame gam kaise dhali yaad nahi

Is kadar yaad hai apne the sabhi
Is kadar yaad hai apne the sabhi
Is kadar yaad hai apne the sabhi
Kisne kya chal chali,
Kisne kya chal chali yaad nahi
Kisne kya chal chali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Shame gam kaise dhali yaad nahi

Hum zamane me kuch aise bhatke
Hum zamane me kuch aise bhatke
Hum zamane me kuch aise bhatke
Ab to unki ab to unki ha ab to unki
Ab to unki bhi gali yaad nahi
Yaad nahi,
Shame gam kaise dhali yaad nahi
Abar tha zam tha par aap na the
Abar tha zam tha, oo ho
Abar tha zam tha par aap na the
Abar tha zam tha par aap na the
Wo ghadi kaise tali,
Wo ghadi kaise tali yaad nahi
Wo ghadi kaise tali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Shame gam kaise dhali yaad nahi

Kat gayi umar kisi tarha kati
Kat gayi umar kisi tarha kati
Kat gayi umar kisi tarha kati
Wo buri thi,
Wo buri thi haye wo buri thi
Wo buri thi ke bhali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Shame gam kaise dhali
Shame gam kaise dhali
Shame gam kaise dhali
Shame gam kaise dhali
Shame gam kaise dhali yaad nahi.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.