Salaam-E-Ishq songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mera Dil Lyrics
Writer :
Singer :
Socho Kabhi Socho Jara
Socho Kabhi Socho Jara
Meri Bechainiyon Ka Jahan Dekho Jara
Meri Humnashi Socho Na Dekho Na Socha JaraSocho Ji Socho Aisa Hota Toh
Chahat Ke Pal Koi Saja Leta Toh
Aati Jaati Sanson Mein Basa Leti Mein
Khwabon Se Khayalon Ko Saja Leti Mein
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein
Ab Tera Ho Gaya
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein
Ab Tera Ho GayaSocho Ji Socho Aisa Hota Toh
Chahat Ke Pal Koi Saja Leta Toh
Aati Jaati Sanson Mein Basa Leta Mein
Khwabon Se Khayalon Ko Saja Leta Mein
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein
Ab Tera Ho Gaya
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein
Ab Tera Ho GayaMain Bhi Bada Anjaan Tha
Tujhko Nahi Jo Pechana
Kehte Hain Mohobbat Kise
Janeja Maine Na Jaana
Maine Haan Kar Diya Sanam
Ab Toh Na Der Kijiye
Tute Na Tute Na Kabhi Aisa Koi Vaada Dijiye
Mere Yaara Tujhpe Bada Mata Hai DilPhir Bhi Mujhse Kehne Se Kyun Darta Hai Dil
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein Ab Tera Ho Gaya
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein Ab Tera Ho GayaMe And You Love Is Me And You
Me And You , Me And You ,My Love Is True
Me And You Love Is Me And You
Me And You , Me And You ,My Love Is TrueMaine Meri Palkon Taley Jiske Chehre Ko Chupaya
Kaise Mein Batau Tujhe Milke Bhi Wo Mil Na Paya
Mujhe Bahon Mein Bhar Le Tu
Main Tere Paar Hoon Sanam
Teri Deewangi Hoon Mein
Tere Ehsaas Hoon Sanam
Ho Tere Hi Liye To Hai Mohobbat Meri
Jaanu Main Bhi Jaany Kya Tamanna Teri
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein
Ab Tera Ho Gaya
Mera Dil Dil Mera Ishq Mein
Ab Tera Ho Gaya
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


