Salaam-E-Ishq songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Salaam-E-Ishq (Title) Lyrics
Writer :
Singer :
Ishq hai,
Teri aankhon ke matvaale
Kaajal ko mera salaam
Zulfon ke kale kale
baadal ko mera salaam
Teri aankhon ke matvaale
Kaajal ko mera salaam
Zulfon ke kale kale
baadal ko mera salaam
ghayal kar de mujhe yaar
tere paayal ke jhankar
hey soni sone,teri soni,
har adaa ko salaamSalaam-e-Ishq.Ishq Ishq
Salaam-e-Ishq,Salaam-e-Ishq Ishq
Salaam-e-IshqHo Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ishq hai….Ho teri mastaani anjaani
bataon ko mera salaam
Rangon mein doobi doobi
raaton ko mera slaaamKhwaabon mein kho gayi main
deewani ho gayi main
soney soney aisse soney
har adaa ko salaamSalaam-e-Ishq.Ishq Ishq
Salaam-e-IshqHo Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ishq hai….Teri meri nazar jo milli pehli baar
ho gaya ho gaya tujhse pyaar…
dil hai kya dil hai kya
jaan bhi tujhoe nisaar
maine tujhe kiya aitbaar
ho main bhi toh tujhpe mar gayi
deewanapan kya kar gayi
meri har dhakan betaab hai
palkon vich tera khwaab haiHo jaan se bhi pyaari pyaari
jaaniya ko salaamHo Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ishq hai….Main tere ishq mein do jahan vaar doon
mere vaade pe kar le yakeen
keh raha aasman keh rahe hai zameen
tere jaissa dooja nahinHo aisse jaadoon na daal ve
naa aaon tere naal ve
jhooti tereedein chodh de
ab dil mere dil se jod de
ho jo abhi hai dil se
nikli uss dua ko salaamSalaam-E-Ishq
Salaam-E-Ishq,Ishq,Ishq…Salaam-E-Ishq
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ho Salaam-E-Ishq Salaam-E-
Salaam-e-Ishq
Salaam-e-
Ishq hai….Salaam-E-Ishq Salaam-E…
Salaam-E-Ishq Salaam-E…
Ishq haiRab se hai iltija maaf kar de mujhe
main toh teri ibaadat karoon
Aye meri soniye na khabar hai tujhe
Tujhese Kitni mohobbat karoonTere bin sab kuch benoor hai
Meri Maang Mein tere sindoor hai
sanson mein yehi paigaam hai
Mera sab kuch tere naam haiHo dhadkanon mein rehne
waali soniye ko salaamSalaam-e-ishq
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


