Ab Jo Hoga So Hone Do Lyrics

Writer :

Singer :

Abb jo hoga so hone do, yeh dil rasm-e-jahaan na maane
Duniya jalati rahein, haath malati rahein
Haathon mein haath leke chal diye hai pyaar ke deewaane

Dil ka yeh sauda dil se kiya hai, dil jo liya hai dil bhi diya hai
Are pyaar kiya hai koyi jurm nahi
Duniya jalati rahein, haath malati rahein
Haathon mein haath leke chal diye hai pyaar ke deewaane
Abb jo hoga so hone do, yeh dil rasm-e-jahaan na maane
Duniya jalati rahein, haath malati rahein
Haathon mein haath leke chal diye hai pyaar ke deewaane

Kitane jawaan hai apane iraade, tute kabhi na pyaar ke waade

Abb hum tum na honge juda
Duniya jalati rahein, haath malati rahein
Haathon mein haath leke chal diye hai pyaar ke deewaane
Abb jo hoga so hone do, yeh dil rasm-e-jahaan na maane
Duniya jalati rahein, haath malati rahein
Haathon mein haath leke chal diye hai pyaar ke deewaane

Chhaye kabhi jo ghum ki ghataaye, masti mein hum tum badhate hi jaaye
Hamako jamaana rokega kab tak, rukati kahaan hai tej hawaayein
Jism hai do hum ek hai jaan
Duniya jalati rahein, haath malati rahein
Haathon mein haath leke chal diye hai pyaar ke deewaane
Abb jo hoga so hone do, yeh dil rasm-e-jahaan na maane
Duniya jalati rahein, haath malati rahein
Haathon mein haath leke chal diye hai pyaar ke deewaane.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.