Bond 303 songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Raste Mein Kal Ek Ladki Mili Lyrics
Writer :
Singer :
Raste mein kal ek ladaki mili, dur talak mere saath chali
Aankhon hi aankhon mein baatein huyi, puchho na phir kya huwa

Toh kya huwa, huwa huwa kuchh huwa huwa
Kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahi
Teri kya adaayein hai, mast nigaahein hai, tu hai kitani haseen

Kya huwa, huwa huwa kuchh huwa huwa
Huwa huwa kuchh huwa huwa
Raste mein kal ek ladaki mili, dur talak mere saath chali
Aankhon hi aankhon mein baatein huyi, puchho na phir kya huwa
Toh kya huwa, are huwa huwa kuchh huwa huwa
Huwa huwa kuchh huwa huwa
Tera jawaab toh milega hi nahi, jahaan mein ai jaane jaana
Pehalu mein aa jara, itana bata jara, abhi tak tu thi kahaan

Kuchh huwa, huwa huwa kuchh huwa huwa
Are huwa huwa kuchh huwa huwa
Are huwa huwa kuchh huwa huwa, hukka huwa.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.