Bheega Badan Jalne Laga Lyrics

Writer :

Singer :




Bhiga badan jalne laga mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise mehaman koyi dil men machalne laga
Bhiga badan bhiga badan jalne laga mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise mehaman koyi dil men machalne laga
Bhiga badan jalne laga

Jan kee dushman jawani janey yeh aag hai ya pani
Jan kee dushman jawani janey yeh aag hai ya pani
Ho halki halki jalan mithi mithi chhubhan
Hay dam nikalne laga
Bhiga badan, bhiga badan jalne laga mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise mehaman koyi dil men machalne laga
Bhiga badan jalne laga

Koyi chilman naa koyi parda koyi dekhe toh kya ho tauba
Koyi chilman naa koyi parda koyi dekhe toh kya ho tauba
Haayi dil darne laga dhak dhak karne laga jaadu sa chalne laga
Bhiga badan, bhiga badan jalne laga mausam badalne laga
Jaise armaan koyi jaise mehaman koyi dil men machalne laga
Bhiga badan jalne laga.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.