Maine Poochha Chand Se Lyrics

Writer :

Singer :




Maine puchha chand se ke dekha hai kahee mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni kee kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se ke dekha hai kahee mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni kee kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se

Maine yeh hee jaab tera dhundha har jagah shabab tera dhundha
Kaliyo se misaal teri puchhi phulo ne jawab tera dhundha
Maine puchha bag se falak ho ya jamin aisa phul hai kahee
Bag ne kaha har kali kee kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se

Ho chal hai ke mauj kee rawani julf hai ke rat kee kahani
Hont hain ke aayine kawal ke aankh hai ke mahka do kee rani
Maine puchha jaam se falak ho ya jamin aisi meh bhi hai kahee
Jaam ne kaha mehkashi kee kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se

Khubsurati jo tune payi lut gayi khuda kee bas khudayi
Mir ke gajhal kahu tujhe mai ya kahu khaiyyaam kee rubayi
Mai jo puchhun shayaro se aisa dil nashi koyi sher hai kahee
Shayar kahe shayari kee kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se ke dekha hai kahee mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni kee kasam nahee nahee nahee
Maine puchha chand se


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.