Aur Kya Aheda Wafa Lyrics

Writer :

Singer :




Aur kya ehda wafa hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai
Log milte hai log milte hai juda hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai

Kab bichad jaye humsafr hi to hai
Kab bichad jaye humsafr hi to hai
Kab badal jaye ek najr hi to hai
Jano dil jispe jano dil jispe fida hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai

Baat nikli thi is jamane ki
Baat nikli thi is jamane ki
Jisko adat hai bhul jane ki
Aap kyu hamse aap kyu hamse khafa hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai

Jab rula lete hai ji bharke hame
Jab rula lete hai ji bharke hame
Jab sata lete hai ji bharke hame
Tab kahi khusbu tab kahi khusbu jara hote hai
Aur kya ehda wafa hote hai
Log milte hai log milte hai juda hote hai

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.