Jaane Kya Baat Lyrics

Writer :

Singer :




Jane kya bat hai jane kya bat hai
Jane kya bat hai jane kya bat hai
Nind nahi aati badi lambi rat hai
Jane kya bat hai jane kya bat hai
Jane kya bat hai jane kya bat hai
Nind nahi aati badi lambi rat hai

Sari sari rat mujhe isne jagaya
Sari sari rat mujhe isne jagaya
Jaise koi sapna jaise koi saya
Koi nahi lagta hai koi mere sath hai
Jane kya bat hai jane kya bat hai
Nind nahi aati badi lambi rat hai

Dhak dhak kabhi se jiya dol raha hai
Dhak dhak kabhi se jiya dol raha hai
Ghunghat abhi se mera khol raha hai
Dur abhi to piya ki mulakat hai
Jane kya bat hai jane kya bat hai
Nind nahi aati badi lambi rat hai

Jab jab dekhu mai ye chand sitare
Jab jab dekhu mai ye chand sitare
Aisa lagta hai mujhe laz ke mare
Jaise koi dori jaise barat hai
Jane kya bat hai jane kya bat hai
Jane kya bat hai jane kya bat hai


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.