Sitamgar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mausam Pyar Ka Lyrics
Writer :
Singer :
Mausam pyar ka rang badlta rahe
Yu hi chalta rahe tere mere pyar ka karwa
Mausam pyar ka rang badlta rahe
Yu hi chalta rahe tere mere pyar ka karwa
Thandi hawa matwali bahe hamare sang ud ke
Abhi kahi dekhona mud ke
Thandi hawa matwali bahe hamare sang ud ke
Abhi kahi dekhona mud ke
Pichhe kaha ye najare ye shama
Mausam pyar ka rang badlta rahe
Yu hi chalta rahe tere mere pyar ka karwa
Kaha kaha se hoke tujh tak layi hai
Mujuhko ye rahe
Chhodunga mai kaise ye bahe
Kaha kaha se hoke tujh tak layi hai
Mujuhko ye rahe
Chhodunga mai kaise ye bahe
Are ab to eye sanam tu jaha mai waha
Mausam pyar ka rang badlta rahe
Yu hi chalta rahe tere mere pyar ka karwa
Is hasin safar me bite ye jindgani
Do humsafar manjil anjani
Is hasin safar me bite ye jindgani
Do humsafar manjil anjani
Ab aaye bahar ye chale andhiya
Mausam pyar ka rang badlta rahe
Yu hi chalta rahe tere mere pyar ka karwa
Pyar ka karwa.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


