Sitamgar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Meri Tarah Allah Kare Lyrics
Writer :
Singer :
Haye meri tarah allah kare
Tera kisi pe aaye dil
Meri tarah allah kare
Tera kisi pe aaye dil
Tu bhi jigar ko tham ke kaheta fire ke
Haye dil, haye dil, haye dil, haye dil
Meri tarah allah kare
Tera kisi pe aaye dil
Tu bhi jigar ko tham ke kaheta fire ke
Haye dil, haye dil, haye dil, haye dil
Lut gaya kon tere liye
Mud ke bhi dekhe nahi
Kash wo jalim koi tujhsa
Tujhko bhi mil jaye kahi
Lut gaya kon tere liye
Mud ke bhi dekhe nahi
Kash wo jalim koi tujhsa
Tujhko bhi mil jaye kahi
Fir janeman malum ho
Pathar se jab takraye dil
Tu bhi jigar ko tham ke kaheta fire ke
Haye dil, haye dil, haye dil, haye dil
Meri tarah allah kare
Tera kisi pe aaye dil
Tu bhi jigar ko tham ke kaheta fire ke
Haye dil, haye dil, haye dil, haye dil
Kiske liye marta hai kon
Juth se log lete hai kam
Sab hai tadapte apne liye
Dete hai usko pyar ka nam
Kiske liye marta hai kon
Juth se log lete hai kam
Sab hai tadapte apne liye
Dete hai usko pyar ka nam
Jis rah me kuch bhi nahi
Us rah pe kyu jaye dil
Meri tarah allah kare
Tera kisi pe aaye dil
Tu bhi jigar ko tham ke kaheta fire ke
Haye dil, haye dil, haye dil, haye dil
Haye dil, haye dil, haye dil
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


