Paanch Dushman songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Hum Toh Hain Sabke Yaar Lyrics
Writer :
Singer :
Hum toh hai sabke yaar
Hamko hai sabse pyar
Hum toh hai sabke yaar
Hamko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan
Apni hai sari jamin
Hum ek jagah rahte nahi
Din hai kahi rate kahi
Hum toh hai sabke yaar
Hamko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan
Apni hai sari jamin
Hum ek jagah rahte nahi
Din hai kahi rate kahiJag se kya lena hame to
Dil se kaam
Pyar aur chahat ka rahe
Labo pe naam
Jag se kya lena hame to
Dil se kaam
Pyar aur chahat ka rahe
Labo pe naam
Dilwalo ke sansar mein
Aawara fire pyar mein
Hum toh hai sabse yaar
Hamko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan
Apni hai sari jamin
Hum ek jagah rahte nahi
Din hai kahi raate kahiUlfat hum dhundhe
Mile jaha hamko
Nafrat karne ka
Samay kaha hamko
Ulfat hum dhundhe
Mile jaha hamko
Nafrat karne ka
Samay kaha hamko
Thodi hai milan ki bahar
Kal ka hai kise aitbar
Hum toh hai sabse yaar
Hamko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan
Apni hai sari jamin
Hum ek jagah rahte nahi
Din hai kahi raate kahi
Hamko hai sabse pyar
Hamko hai sabse pyar.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


