Samjha Main Kismat Khul Gayi Lyrics

Writer :

Singer :




Samjha main kismat khul gayi
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram budhiya mil gayi
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram budhiya mil gayi
Are pahucha jab uski mahfil
Kya kya arman the
Dil mein rah gaye dil mein
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram budhiya mil gayi

Soch raha tha main
Aye meri mahbuba
Chanda ka ek tukda
Jhum ke dekhunga
Chum ke dekhunga
Gora gora mukhda
Soch raha tha main
Aye meri mahbuba
Chanda ka ek tukda
Jhum ke dekhunga
Chum ke dekhunga
Gora gora mukhda
Yahi dhun thi basunga main
Gore galo ke til mein
Kya kya arman the
Dil ke rah gaye dil mein
Samjha main kismat khul gaye
Mujhko ram budhiya mil gayi

Dekh singar uska
Main to yahi samjha
Hai koi surat wali
Chehre ki lali ko
Poch ke dekha to
Nikli budhiya kali
Dekh singar uska
Main to yahi samjha
Hai koi surat wali
Chehre ki lali ko poch ke dekha to
Nikli budhiya kali
Dukhi banke pada hu main
Mohabbat ki manjil mein
Kya kya arman the dil ke
Rah gaye dil mein

Samjha main kismat khul gaye
Mujhko ram budhiya mil gayi
Are pahucha jab uski mahfil
Kya kya arman the
Dil mein rah gaye dil mein
Samjha main kismat khul gaye
Mujhko ram budhiya mil gayi.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.