Bhala Maanus songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Kabhi Hansi Aur Kabhi Lyrics
Writer :
Singer :
Kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe

Made in usa ka label laga hai desi maal pe

Asali pe nakali ka parada kya daala hai saale
Jhuti chamak mein aur koyi honge fas jaanewaale

Rang yeh tu dikhaana kisi aur ko
Main toh pyaar se ek tamaacha dungi tere gaal pe
Kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe
Made in usa ka label laga hai desi maal pe
Desh hai abb aajaad hamaara mili hamein aajaadi
Abb ham apani marji se hi karenge apani shaadi

Naariya abb kisi baat mein kam nahi
Ho ho aise nachwaayengi mardo ko sab leke taal pe
Kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe
Kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe
Made in usa ka label laga hai desi maal pe
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.