Kaise Kahoon Man Ki Baat Lyrics

Writer :

Singer :




Aa aa aa aa aa
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat sajan se
Kaise kahu mann ki baat
Ho o o baat mein mann keh nahi paau
Baat mein mann keh nahi paau
Laaj na chhode saath re
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

Achara sambhaau kabhi achara sambhaalu
Achara sambhaau kabhi it utt dekhu
Jab koyi dekhe nahi tabhi utt dekhu
Baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

Samajhat naahi akhiyan ke ishaare
Samajhat naahi akhiyan ke ishaare
Jhuki jhuk jaati hai sharm ke maare
Baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
Kaise kahu mann ki baat, baat re
Kaise kahu mann ki baat
Kaise kahu mann ki baat, mann ki baat, mann ki baat.



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.