Apne Apne Se Lage (Title) Lyrics

Writer :

Singer :




Apne apne se lage hume, apne apne se lage hume
Jab dekha pahli bar tumhe, in baho me bharke chaha
Ji bhar ke kar le pyar tumhe
Apne apne se lage hume, jab dekha pahli bar tumhe
Chupke chupke dil hi dil me, hum karte rahe hai pyar tumhe
Apne apne

Dil bekarar hai ji, yahi intjar hai ji
Hum jo kahe wo man lo
Dil bekarar hai ji, yahi intjar hai ji
Hum jo kahe wo man lo
Oo ho, aise bandan me bandh liya ab kase kare inkar tumhe
Chupke chupke dil hi dil me, hum karte rahe hai pyar tumhe
Apne apne

Dulhan bana do sajana, mang saja do sajana
Arma yahi hai dil ka
Dulhan bana do sajana, mang saja do sajana
Arma yahi hai dil ka, oo ho hum aur kisi ke na hoge
Karte hai ye ikarar tumhe, in baho me bharke chaha
Ji bhar ke kar le pyar tumhe, apne apne

Aao kahi dur chale, jhumke jaha pe mile
Dharti gagan pyar me,
Aao kahi dur chale, jhumke jaha pe mile
Dharti gagan pyar me, ab chahe jaha bhi le jao
Hum dete hai adhikar tumhe,
Chupke chupke dil hi dil me, hum karte rahe hai pyar tumhe
Apne apne se lage hume, jab dekha pahli bar tumhe
Hum karte rahe hai pyar tumhe, ji bhar ke kar le pyar tumhe
Hum karte rahe hai pyar tumhe, ji bhar ke kar le pyar tumhe.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.