Jo Socha Bhi Na Tha Lyrics

Writer :

Singer :

Mosam ka takaja hai, kuch aur karib aaye
Mosam ka takaja hai, kuch aur karib aaye
Tum hum me sama jao, hum tum me sama jaye
Mosam ka takaja hai, kuch aur karib aaye
Tum hum me sama jao, hum tum me sama jaye
Is pyar ki baji ka ye dastur nirala hai
Jo socha bhi na tha wo hone wala hai
Jo socha bhi na tha wo hone wala hai

Oo ho, dhadkan badti jaye, aanchal rah rah sarke
Phule na samaye hum, baho me tumhe bhar ke
Dhadkan badti jaye, aanchal rah rah sarke
Phule na samaye hum, baho me tumhe bhar ke
Is pyar ki baji ka ye dastur nirala hai
Jo socha bhi na tha wo hone wala hai
Jo socha bhi na tha wo hone wala hai

Tum har ke jit gaye, hum jit ke har gaye
Ye khel mahobat ke jivan ko nikhar gaye

Jo socha bhi na tha wo hone wala hai.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.