Le chal waha piya jaha tera mera jiya Lyrics

Writer :

Singer :




Le chal waha piya jaha tera mera jiya
Mil mil ke hase has has ke mile
Na mai tujhse juda
Na tum mujhse juda
Ek sath rahe kali dil ki khile
Le chal waha piya jaha tera mera jiya
Mil mil ke hase has has ke mile

Kabhi gale se lagau tujhe mai
Kabhi baho me uthaye mujhe tu
Kabhi gale se lagau tujhe mai
Kabhi baho me uthaye mujhe tu
Meri chahat ko teri ankhiyan me
Hum khush tumse tum khush hamse
Aapas me ho na shikwe na gile
Le chal waha piya jaha tera mera jiya
Mil mil ke hase has has ke mile

Tum bhi hamare bono
Ham bhi tumhare bane
Aankh ishara kare
Dil ke sahare bane
Tum bhi hamare bono
Ham bhi tumhare bane
Aankh ishara kare
Dil ke sahare bane
Din rat jawa aisa ho shama
Fir khub mile ulfat ke sile
Le chal waha piya jaha tera mera jiya
Mil mil ke hase has has ke mile
Na mai tujhse juda
Na tum mujhse juda
Ek sath rahe kali dil ki khile.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.