Dard Bhari Kisi Ki Yaad Lyrics

Writer :

Singer :




Dard bhari kisi ki yaad
Dil me laga rahi hai aag
Dard bhar kisi ki yaad
Dil me laga rahi hai aag
Dard bhar kisi ki yaad

Dubte din ke sath sath
Dub rahi hai din ki aas
Beet gaya ek aur din
Man ki bujhi nahi hai pyas
Dard bhari kisi ki yaad
Dil me laga rahi hai aag
Dard bhari kisi ki yaad

Chalte hue ye rashte
Chalte hue ye rashte
Kahte hai tu bhi chal kahi
Chal ke uthe mere kadam
Manjil meri koi nahi
Koi nahi
Dard bhari kisi ki yaad
Dil me laga rahi hai aag
Dard bhari kisi ki yaad.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.