Bulaa Lo Dar Pe Lyrics

Writer :

Singer :




Bulaa lo dar pe
Bulaa lo dar pe
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe shah e
Ambiyaa khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe

Gam e firaaq ne sabr o
Qaraar chheenaa hai
Tumhaare hijr mein
Dushwaar mera jeena hai
Zah e naseeb
Zah e naseeb ke
Manzil meri medina hai
Hawaa khilaaf hai
Majdhaar mein safinaa hai
Lagaa do paar ye
Bedaa mera khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe

Nigaah jaanib e
Rehmat hai ya rasool allah
Nazar mein shauk e
Ziyaarat hai ya rasool allah
Hayaat shamaa ki
Soorat hai ya rasool allah
Medine aaun
Medine aaun ye
Hasrat hai ya rasool allah
Karo qubool meri
Iltejaa khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe

Tumhaari yaad mein
Aankhon to ashq baar karoon
Hawaas o hosh ke
Daaman ko taar taar karoon
Tawaap e rozaa e
Aqdat jo ek baar karoon
Hazaar baar ye dil
Aur jaan nissaar karoon
Wahin ho aakhri sajda
Adaa khuda ke kiye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe habeeb e
Khuda khuda ke liye
Bulaa lo dar pe

Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Karam ho mujh pe
Ya rasool allah
Ya rasool allah
Ya rasool allah.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.