Nigaahe Shauq Se Lyrics

Writer :

Singer :




Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
Aaaaa
La ilaah ilallah
La ilaah ilallah
Mohammad e rasool allah
La ilaah ilallah
La ilaah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah

Nigaah e shauk se
Rehmat ka jaam de saaqi
Ye rooh jhoom uthhe
Wo pyaam de saaqi
Agar ittefaaq e
Tauheed ka hoon matwaala
Yehi sharaab mujhe
Subho shaam de saaqi

Ilallah ilallah ilallah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah
La ilaah ilallah
La ilaah ilallah
Mohammad e rasool allah
La ilahi ilallah
Ilallah ilallah

Tareeq e ishq sikhaa
Husn e bandagi de de
Meri khudi to mitaa
Mujh ko bekhudi de de
Jidhar nigaah utthe
Noor e haq nazar aaye
Mujhe bhi deeda e
Moosa ki roshini de de
Ilallah ilallah ilallah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah
La ilaah ilallah
La ilaah ilallah
Mohammad e
Rasool allah
La ilahi ilallah
Ilallah ilallah

Tere hi dar se to rang e
Shafaa milaa hai mujhe
Ke galliyon se teri
Raasta milaa hai mujhe
Main kaise chhod doon
Daaman ke is vaseene se
Rasool mujh ko milen hain
Khuda milaa hai mujhe
Ilallah ilallah ilallah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah
La ilaah ilallah
La ilaah ilallah
Mohammad e
Rasool allah
La ilahi ilallah
La ilahi ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah
Ilallah ilallah ilallah ilallah.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.