Maya songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Sanam Tu Chal Diya Lyrics
Writer :
Singer :
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Sanam tu chal diya rastaJaye ka ujad kya ye sansaar
Zara ye batla de humse
Ellora ajanta kutubminar
Khade hai kya tere dum seJaye ka ujad kya ye sansaar
Zara ye batla de humse
Ellora ajanta kutubminar
Khade hai kya tere dum seRahegi woh dilli, rahega ye bombay
Aur kalcutta aji suna
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Ha, sanam tu chal diya rastaBhul na sakega dil jo mera
Sanam tumhari baato ko
Kabhi kabhi diwano ki tarah
Phiruga uth ke rato koBhul na sakega dil jo mera
Sanam tumhari baato ko
Kabhi kabhi diwano ki tarah
Phiruga uth ke rato koJiya chahe tarse par bistar se
Uthunga main haske, aji suna
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
KyaSanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Ha
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


