Maya songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jaa Re Jaa Re Lyrics
Writer :
Singer :
Jaa re, jaa re ud jaa re pachhi
Bahaaro ke des jaa re
Yahaan kyaa hai mere pyaare
Kyun ujad gai bagiyaa mere mann ki
Jaa reJaa re, jaa re ud jaa re pachhi
Bahaaro ke des jaa re
Yahaan kyaa hai mere pyaare
Kyun ujad gai bagiyaa mere mann ki
Jaa reNaa daali rahi naa kali
Ajab gam ki aandhi chali
Udi dukh ki dhul raaho meNaa daali rahi naa kali
Ajab gam ki aandhi chali
Udi dukh ki dhul raaho me
Jaa re ye gali hai birhan kiBahaaro ke des jaa re
Yahaan kyaa hai mere pyaare
Kyun ujad gai bagiyaa mere mann ki
Jaa reMai vinaa uthaa naa saki
Tere sag gaa naa saki
Dhale mere git aaho meMai vinaa uthaa naa saki
Tere sag gaa naa saki
Dhale mere git aaho me
Jaa re ye gali hai asuan kiBahaaro ke des jaa re
Yahaan kyaa hai mere pyaare
Kyun ujad gai bagiyaa mere mann ki
Jaa reJaa re, jaa re ud jaa re pachhi
Bahaaro ke des jaa re
Yahaan kyaa hai mere pyaare
Kyun ujad gai bagiyaa mere mann ki
Jaa re.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


