Dharam Karam songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Tu Kahan Gayee Thi Lyrics
Writer :
Singer :
Tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya
Tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya
Chidiya jaisi udti firti kya mastani gudiya
Tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya
Tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya
Tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya
Tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya
Ulta chor kotwal ko dante
Ho gayi kaisi duniya re
Tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya
Tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya
Kaha mai gaya tha, mai to gaya tha
Karne ser chaman me, ho…
Khadi thi waha pe ek hasina
Masti bhar ke badan me
Mai bhi zara phir uske gale se
Lipata pagal pan me, ho…
Aage iske kuch bhi nahi
Tu pad gayi kis uljhan me
To baki raha kya, to baki raha kya
Yahi sochu mai bawariya
Tu kaha gayi thi o tera mar jaye sawariya
Kaha mai gayi thi, mai to gayi thi
Karne ser gali me ho…
Ek rangila mil gaya aisa
Uski aur chali mai
Pkadi jo usne meri kalayi
Kya kahu kaise khili mai
Ho aage iske kuch bhi nahi
Tu pad gaya kis uljhan me
To baki raha kya, to baki raha kya
Ho bolo meri gulbdaniya
Tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya
Teri kasam hai mai to gaya
Tha pyari bate karne ho…
Aur kasam hai mai bhi gayi thi
Tere hi pichhe marne ho…
Aage pichhe kuch bhi nahi
Hum pad gaye kis uljhan me
Hum kaha gaye the jane hai sari ngariya
Hum kaha gaye the
Hum kaha gaye the jane hai sari ngariya
Hum kaha gaye the
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


