Dharam Karam songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Ek Din BikJ ayega (Male) Lyrics
Writer :
Singer :
Ek din bik jayega mati ke mol
Jag me rah jayege pyare tere bol
Ek din bik jayega mati ke mol
Jag me rah jayege pyare tere bol
Duje ke hotho ko dekar apne git
Koi nishani chhod phir duniya se dol
Ek din bik jayega mati ke mol
Jag me rah jayege pyare tere bol
La la lala la la la lala la
Anhoni path me kante lakh bichhaye
Honi to phir bhi bichhada yaar milaye
Anhoni path me kante lakh bichhaye
Honi to phir bhi bichhada yaar milaye
Ye biraha ye duri do pal ki mjaburi
Phir koi dilwala kahe ko ghabaraye
Trampam dhara jo bahati hai
Milke rhati hai
Bhati dhara ban ja phir duniya se dol
Ek din bik jayega mati ke mol
Jag me rah jayege pyare tere bol
La la lala la la la lala la
Parade ke pichhe baithi sawal gori
Tham ke tere mere man ki dori
Parade ke pichhe baithi sawal gori
Tham ke tere mere man ki dori
Ye dori na chhute ye bandhan na tute
Bhor hone wali hai ab raina hai thodi
Trampam
Sar ko jhukaye tu baitha kya hai yaar
Gori se naina jod phir duniya se dol
Ek din bik jayega mati ke mol
Jag me rah jayege pyare tere bol
Duje ke hotho ko dekar apne git
Koi nishani chhod phir duniya se dol
Ek din bik jayega mati ke mol
Jag me rah jayege pyare tere bol
La la lala la la la lala la
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


