Aashayein songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Rabba Lyrics
Writer :
Singer :
Kuch bole huye lafzon mein chupi baatein Aur adh khuli aankhon mein kati raatein Kuch bole huye lafzon mein chupi baatein Aur adh khuli aankhon mein kati raatein Gumsum dabe dabe sulagte armaan Khwaab nigaahon mein ho gaye mehmaan Rabba re kya hua, rabba re dil gaya Rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya Rabba re kya hua, rabba re dil gaya Rabba kya maajra, kya khoya aur kya mil gaya Kuch jalte badan par meethi barsaatein Phir khoyi huyi raahon mein mulakaatein Kuch jalte badan par meethi barsaatein Phir khoyi huyi raahon mein mulakaatein Hulchul ruki ruki aur dhadkan dole Yun hi kisi apne ke sang woh ho le Rabba re kya hua, rabba re dil gaya (dil gaya) Rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya (mil gaya) Rabba re kya hua, rabba re dil gaya (dil gaya) Rabba kya maajra, kya khoya aur kya mil gaya Kuch sehme sisakte yun hi khayalon mein Kuch anjaani tanhai ke haadon mein Kuch sehme sisakte yun hi khayalon mein Aur anjaani tanhai ke haadon mein Masti jagi jagi kya sargam chede Yaad ki dori ko thaam ke na chode Rabba re kya hua, rabba re dil gaya Rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya... (4) |
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


