Aashayein songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mera Jeena Hai Kya Lyrics
Writer :
Singer :
Ab duniya se shikwa nahi hai Na raha ab zindagi se gila Kis ka karam hai, kis ki dua hai Ya naseebon se tu mujh ko mila Ab jo mile ho, door na jaana Tere bina dil lagta nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi I never gonna live without you baby now You'll be only one who'll always be my fantasy You'll be only one to make me reach my ecstacy I don't want nobody else but you I'm lovin you, I'm lovin you Berang se din the, tanha thi raatein Kuch na badalta, jo tum na aate Berang se din the, tanha thi raatein Kuch na badalta, jo tum na aate Kehne ko yun toh rishte kayi hain Rishton mein koi apna nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi Kyun chuph gaya hai, akhiyon ko meechay Sharm-o-haya ke pardon ke peechay Kyun chuph gaya hai, akhiyon ko meechay Sharm-o-haya ke pardon ke peechay Apne sanam se parda hai kaisa Jab ke khuda se parda nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi Ab duniya se shikwa nahi hai Na raha ab zindagi se gila Kis ka karam hai, kis ki dua hai Ya naseebon se tu mujh ko mila Ab jo mile ho, door na jaana Tere bina dil lagta nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi |
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


