Muskurake Dekh Zara songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Aankh Lagaee Hai Lyrics
Writer :
Singer :
(Jab Se Maine Tumse Aankh Lagaee Hai) - 2
(O Ek Pal Bhi) - 2 Maine Na Aankh Lagaee
(Maine Na Aankh Lagaee Hai) - 2
(Jab Se Maine Tumse Aankh Lagaee Hai) - 2
Ishq To Hai Zakhmon Ka Gehna
O Jis Jis Ne Bhi Isko Pehna
Hua Sadaa Woh Sadai Hai, Hua Sadaa
Hua Sadaa Woh Sadai Hai
(O Ek Pal Bhi) - 2 Maine Na Aankh Lagaee
Maine Na Aankh Lagaee Hai, Jab Se Maine
Ishq To Hai Ik Naag Sunehra
Ho Aankhon Se Andha, Kaanon Se Behra
Isske Dasse Ki Na Dawai Hai, Isske Dasse
Isske Dasse Ki Na Dawai Hai
(O Ek Pal Bhi) - 2 Maine Na Aankh Lagaee
Maine Na Aankh Lagaee Hai, Jab Se Maine
Ishq To Hai Ik Aanch Suhani
Ho Tune To Aag Hai Dikhne Ko Paani
Isske Jale Ki Duhai Hai, Isske Jale Ki
Isske Jale Ki Duhai Hai
(O Ek Pal Bhi) - 2 Maine Na Aankh Lagaee
Maine Na Aankh Lagaee Hai, Jab Se Maine
Jism Hai Tera Phool Ki Daali
Dekh Ke Tere Roop Ki Laali
Chaandni Bhi Sharamayi Hai, Chaandni Bhi
Chaandni Bhi Sharamayi Hai
(O Ek Pal Bhi) - 2 Maine Na Aankh Lagaee
(Maine Na Aankh Lagaee Hai) - 2
(Jab Se Maine Tumse Aankh Lagaee Hai) - 2
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


