Muskurake Dekh Zara Lyrics

Writer :

Singer :




Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh
Haye Muskurake Dekh Zara
Muskuraye Raat Ke Baad Hi Subah
Muskuraye Kaanton Mein Phool Manchala
Mushkilein To Mehmaan Hai
Mushkilein To Aasan Hai
Sharrt Bas Itni Hai, Unpe To Muskaye
Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh
Muskurake Dekh Zara

Tuta Ik Tara, Khali Kahan Hai Aasman
Aankon Ho Armaan, Has Ta Rahe Jo Dil Sada
(Hass Hass Ke Yaara) - 2
Gum Ko Zara Tu Rula Ke Dekh
Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh
Haye Muskurake Dekh Zara
Has Te Honton Pe Roti Ye Aankein Khoob Hai
Gum Hi Kushi Ka Sach Pocho To Mehboob Hai
Daaman Khushi Ka, Daaman Khushi Ka
Usme To Gum Ko Saja Ke Dekh
Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh
Muskurake Dekh Zara

Jaage He Chanda Aur Kwabon Mei Koya Jahan
Jalke Suraj Bhi Roshan Kare Saara Jahan
Tu Unke Jaisa, Tu Unke Jaisa
Inn Raaton Mein Jagmagake Dekh
Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh
Muskurake Dekh Zara
Rokey Kismat Pe Tu Aise Hi Na Baithna
Khayi Hai Thokar Kyun Dil Ne Bhi Ye Sochna
Dil Ko Laga Par Ooo Dil Ko Laga Par
Duniya Ko Bhi Aasma Ke Dekh
Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh
Haye Muskurake Dekh Zara
Muskuraye Raat Ke Baad Hi Subah
Muskuraye Kaanton Mein Phool Manchala
Mushkilein To Mehmaan Hai
Mushkilein To Aasan Hai
Sharrt Bas Itni Hai, Unpe To Muskaye
Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh
Haye Muskurake Dekh Zara

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.