Hum Saath - Saath Hain songs and lyrics
Top Ten Lyrics
ABCDEFGHI I love you Lyrics
Writer :
Singer :
ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - YZI Love You.
Chhutiyon Ke Yeh Din Hain Suhane,
Saathi Tera Yuh Saath Rahe,
Bachchon Ke Sang Bachche Phir Ban Jayen,
Mauj Mein Jhoome Zara, Masti Karen,
Ban Ke Badal, Ban Ke Panchhi, Udte Rahen.
Kya Baat Hai Jijaji.
ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - YZ
I Love You.
Apne Gaon Ki Galiyon Mein Chale Hum,
Bachpan Ki Yaadon Mein Khoya Hai Man,
Bahen Thaame Teen Bhaiyon Ki,
Thumkegi Phir Se Unki Behen,
Sawan Ke Jhoolon Se, Babul Ke Aangan Se, Hoga Milan.
Jiji - How Emotional.
ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - YZ
I Love You.
Thandi Thandi Yeh Hawaen Humko,
Chupke Chupke Kya Kehti Suno,
Manzil Hai Kareeb Ab Hamare,
Bolen Ghatayen, Khushiyan Chuno,
Nazaren Chura Ke, Dil Mein Chhupa Ke, Sapne Buno.
Vinod - How Romantic.
ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - YZ
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


