Hum Saath - Saath Hain songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Lyrics
Writer :
Singer :
Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya,Aaj Banenge Kise Ke Saiyan,
Dhol Nagade Baje Shehnaiyan,
Jhoom Ke Aai Mangal Ghadiyan...
Bhabhi Ke Sung Holi Mein,
Rang Gulaal Udayenge,
Aayegi Jab Jab Diwali,
Milkar Deep Jalayenge,
Chunri Ki Kar Degi Chhaiyan,
Aayegi Banke Purwaiyan,
Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya,
Aaj Banenge Kise Ke Saiyan...
Jhilmil Ho Gayi Hain Ankhiyan,
Yaad Aayi Bachpan Ki Ghadiyan,
Naye Safar Mein Lag Jayegi,
Pyar Ki Inko Hathkadiyan,
Jachte Hain Dekho Kaise Bade Bhaiya,
Ramji Bihane Chale Sita Maiya,
Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya,
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


