Re Murakh Tu Kya Jane Lyrics

Writer :

Singer :




Chet re murakh chet re
Awsar bita jaye
Jiski tohe talash hai
Wo to he dhunh na jaye

Re murakh tu kya jane
Tune sab kuchh aaj gawaya
Tune sab kuchh aaj gawaya
Tujhe kismta dhund rahi thi
Par tu pahchan na paya
Tune sab kuchh aaj gawaya
Re murakh tu kya jane
Tune sab kuchh aaj gawaya
Tune sab kuchh aaj gawaya
Re murakh tu kya jane

Ye andho ki nagri hai
Aankho me bharam ki lali
Par sabke sab hai shikari
Ye andho ki nagri hai
Aankho me bharam ki lali
Par sabke sab hai shikari
Par sabke sab hai shikari
Kya soch ke tu o mere hirna
Is duniya me aaya
Is duniya me aaya
Tune sab kuchh aaj gawaya
Re murakh tu kya jane

Ye bhi na koi puchhega
Aaye ho kaha se musafir
Kyu bhatak rahe ho dar dar
Ye bhi na koi puchhega
Aaye ho kaha se musafir
Kyu bhatak rahe ho dar dar
Kyu bhatak rahe ho dar dar
Maya ke is phande mein kyu
Jan ke pair fasaya
Re murakh tu kya jane
Tune sab kuchh aaj gawaya
Tune sab kuchh aaj gawaya.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.