Ankhiyon Ke Jharokhon Se songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jaate Huye Yeh Pal Lyrics
Writer :
Singer :
Jate huye yeh pal chhin kyo jiwan liye jate
Jate huye yeh pal chhin kyo jiwan liye jate
Jode yahi jode yahi tode sab nate
Jate huye yeh pal chhin kyo jiwan liye jateMann jitna jina chahe, tan utana hee marta jayey
Insan kee himakat dekho umid hee karta jayey
Koyi rah manjil kee kahee tujhe toh batlaye
Jate huye yeh pal chhin kyo jiwan liye jateRang aur sugandh kaa jadu sadiyo se chalta aaya
Insan inhi me duba nadan yahi bharmaya
Abb kaun yeh soche kya khoya aur kya paya
Jate huye yeh pal chhin kyo jiwan liye jateVishwas me was hai wish kaa asha me chhupi hain nirasha
Shabdo ke sang naa behna hain shart bhari har bhasha
Insan kaa dil bhi pathhar sa jayey tarasha
Jate huye yeh pal chhin kyo jiwan liye jate
Jode yahi jode yahi tode sab nate
Jate huye yeh pal chhin kyo jiwan liye jate
Kyo jiwan liye jate
Kyo jiwan liye jate.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


