Janan Prem Ka Lyrics

Writer :

Singer :




Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale

Kaun nadi ki ham hain laher
Kaha aake mila re kinaara
Jog likhe bin ham  naahi
Aisa milan hamaara
Bin charanon mein ab na ghar na pare
Jahaan prem ka paavan diyara jale

Jis ka naahi apna koi  jo kah de use apna le
Us ki karuna us ki daya ka utare na karaj utaare
Jiya jahaan hai vahi ji  mare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.