Paheli songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jaane Kaisi Bahen Lyrics
Writer :
Singer :
Jane kaisi bahe ye hawa
Mujhe hone laga hai nasha
Jane kaisi bahe ye hawa
Mujhe hone laga hai nasha
Aaj paglo ke jaisi oo oo
Aaj paglo ke jaisi mere man ki
Dasha mujhe hone laga hai nasha
Jane kaisi bahe ye hawa
Mujhe hone laga hai nashaHar mehman ke liye phul
Bichhe hai yaha raho me
Hari bhari ye wadiya
Bole ruk ja hamari baho me
Tan koyal ki tan koyal ki
Kanpi hai ki sun ke sada
Mujhe hone laga hai nasha
Jane kaisi bahe ye hawa
Mujhe hone laga hai nashaMujhpe chala ke jadu
Dekho kudrat kaisi muskaye re
Rang bhari ye pehli
Har tarha se man bharmaye re
Dhar nadiya ki
Dhar nadiya ki
Kahe mere sang tu bhi ga
Mujhe hone laga hai nasha
Jane kaisi bahe ye hawa
Mujhe hone laga hai nasha
Aaj paglo ke jaisi oo oo
Aaj paglo ke jaisi mere man ki
Dasha mujhe hone laga hai nasha
Jane kaisi bahe ye hawa
Mujhe hone laga hai nasha.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


