Marte Dam Tak songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Naam Se Kya Lena Lyrics
Writer :
Singer :
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Arey naam to hota hai badnaam yaro
Kis ko kaha se uthana hai
Kis ko kaha pahuchana haiYe apna dhanda purana hai
Kam ka mai leta hu inam dekho yaro
Kam ka mai leta hu inam dekho yaro
Arey naam se kya lena mera kam dekho yaro
Naam se kya lena mera kam dekho yaroMere nagmo ke diwane hai kai kai
Yaha waha mere nishane hai kai
O mere nagmo ke diwane hai kai kai
Yaha waha mere nishane hai kai
Abhi mujhe parde hatane hai kai
Logo ko tmashe dikhane hai kaiJaldi jaldi bhar lo ke zam dekho yaro
Jaldi jaldi bhar lo ke zam dekho yaro
Hath jal jayenge ye sham dekho yaro
Dil aapka bahlana hai apna bhi kam bnana hai
Ye apna dhanda purana hai
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Naam se kya lena mera kam dekho yaro
Arey naam to hota hai badnaam yaroDuniya me paisa nchaye sabko
Yahi hai jo rasta bhulaye sabko
Paise ki tamana staye sabko
Par ye gale na lagaye sabko
Paise ki tamana staye sabko
Par ye gale na lagaye sabkoPaise ka zamana gulam dekho yaro
Paise ka zamana gulam dekho yaro
Arey sab kare salam isko dekho yaroZami ko phalak se mila ke rakh du
O ho aag pani me mila ke rakh du
Zami ko phalak se mila ke rakh du
Pathar ko bhi hila ke rakh du
Sari mehfil ko nacha ke rakh duKhel to dikhaya anzam dekho yaro
Khel to dikhaya anzam dekho yaro
Kam abhi karunga tamam dekho yaro
Yaha jogi mera nishana hai
Pyar se le jana hai
Ye apna dhanda purana hai.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


