Tere Hothon Ke Lyrics
Writer :
Singer :
Tere hotho ke pyale se jo chalke
Tere hotho ke pyale se jo chalke
O gori pyase hai hum to us jal ke pyase
Pyase hai hum to us jal ke
Dekhne wale hame dekhe na jal ke
Dekhne wale hame dekhe na jal ke
Ho piya karna ye bate ghar chalke karna
Karna ye bate ghar chalkeKab tak aakhir kab tak intzar ki
Agni ne mujhko jalana hai
Jab tak mera jab tak bas chale piya
Hath te nahi aana hai
O sangdil thoda raham kar
Are are kuch to sharam kar
Bahane chod gori aaj ke kal ke
Bahane chod gori aaj ke kal ke
Ho piya karna ye bate ghar chalke karna
Karna ye bate ghar chalkeSaiya tu hai mera pyara pinjara
Maina hu mai pinjare ki
Hai ye sari bate kahne bar ki
Had nahi tere nakhre ki
Tune mere par kat dale
Irade fir kyu udne wale
Jawa hone de jara pyas machal ke
Tere hotho ke pyale se jo chalke
O gori pyase hai hum to us jal ke pyase
Dekhne wale hame dekhe na jal ke
Ho piya karna ye bate ghar chalke karna
Karna ye bate ghar chalke
Pyase pyase hai hum to us jal ke
Karna karna ye bate ghar chalke.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


