Holi Aayi Holi Lyrics

Writer :

Singer :




Holi aayi holi mastana ki toli
Sabke labo pe pyar bhari boli
Holi aayi holi mastana ki toli
Sabke labo pe pyar bhari boli
Woh holi ka din ke ho eid ka
Woh holi ka din ke ho eid ka
Ye tyohar sare sabhi ke liye
Bahane hai milne milane ke ye
Bahane hai milne milane ke ye
Khushi inki pyare sabhi ke liye
Sabhi ke liye

Pichkari me pyar ka rang hai
Pichkari me pyar ka rang hai
Pyar ki koi jat nahi
Pyar ki koi jat nahi
Pyar ke rang me rang jao to
Isse badi koi baat nahi
Isse badi koi baat nahi
Hamare liye tumhare liye
Hamare liye tumhare liye
Ye rango ke dhare sabhi ke liye
Woh holi ka din ke ho eid ka
Woh holi ka din ke ho eid ka
Ye tyohar sare sabhi ke liye
Sabhi ke liye

Meri ja khub pehchana
Meri ja khub pehchana
Meri ja bhul na jana
Meri ja bhul na jana
Tumhra dil bahlane
Tumhra dil bahlane
Bane ham yar janane
Bane ham yar janane
Baje hijdo ka danka chale hijdo ke sikke
Milande jo bhi panje chhudande uske chakke
Mohalla randwan ko nyaro
Mohalla randwan ko nyaro
Are dekh parayi nar mon patthar ke ja maro
Mohalla randwan ko nyaro
Jamane me randwo ka koi nahi
Jamane me randwo ka koi nahi
Magar ye bechare sabhi ke liye
Woh holi ka din ke ho eid ka
Woh holi ka din ke ho eid ka
Ye tyohar sare sabhi ke liye
Sabhi ke liye
Holi aayi holi mastana ki toli
Sabke labo pe pyar bhari boli
Holi aayi holi aayi holi aayi
Holi aayi re.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.