Maine Tuze Maangaa Lyrics

Writer :

Singer :




Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai
Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai
Aage humei jo bhee mile, yaa naa mile, gilaa nahee
Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai

Chhaanw ghanee hee nahee, dhoop kadee bhee, hotee hain raaho me
Gam ho ke khushiyaan ho sabhee ko humei lenaa hain baahon me
Ho dukhee ho ke jeene waale, kyaa ye tuze pataa nahee
Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai
Aage humei jo bhee mile, yaa naa mile, gilaa nahee
Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai

Jid hain tumhe to lo lab pe naa shikawaa kabhee bhee laayenge
Has ke sahenge jo dard yaa gam bhee jahaan se paayenge
Tuzako jo buraa lage ayesaa kabhee kiyaa nahee
Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai
Aage humei,aage humei jo bhee mile,jo bhee mile yaa naa mile,yaa naa mile,gilaa nahee
Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai
Maine tuze maangaa, tuze paayaa hai
Too ne muze maangaa, muze paayaa hai



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.