Woh Teri Duniya Nahin Lyrics

Writer :

Singer :

Woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin
Uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin

Rote teri yaad mein gujarega har saawan mera

Jab kahenge log daaku ban gaya saajan tera
Mujhape kya
Mujhape kya
Mujhape kya gujaregi tu iss baat se gaafil nahin
Uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
Woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin

Geet bulbul ka hai yeh koyal ki mithi kuk hai

Jindagi hai phul tere haath mein banduk hai
Tu mera
Tu mera
Tu mera saajan hai saajan, tu koyi kaatil nahi
Uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
Woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin

Har kasam ko todkar, har ek waada todkar

Ja raha hai aaj tu nafrat se sabako chhodkar
Kya meri
Kya meri
Kya meri chaahat bhi tere pyaar ke kaabil nahi
Uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
Woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin
Uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
Woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.