Do Chor songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mora Chota Sa Lyrics
Writer :
Singer :
Mora chhota
Haay mora chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Aai re hai chhota
Haan mora chhota
Mora chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Mora chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Hai re mora chhota
Sab se chupake chat pe main jaun me usake sang
Chunari ko chod bhola piya udaye re patang
Sab se chupake chat pe main jaun me usake sang
Chunari ko chod bhola piya udaye re patang
Ho naina pech kaise lade wo to kya jaane
Chhota
Hai re chhota
Hai re mora chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Mora chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Hai re mora chhota
Jab khel-kud ke aaye wo to soye mukh phiray
Ji sanj hi pe mora jale ke nindiya nahi aaye
Jab khel-kud ke aaye wo to soye mukh phiray
Ji sanj hi pe mora jale ke nindiya nahi aaye
Ho saari rain kaise kate ji moraa jaane
Chhota
Hai re chhota
Hai re mora chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Mora chhota sa balamwa abhi pyar na jaane
Hai re mora chhota
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


