Apne Ghar Mein Lyrics

Writer :

Singer :

Apane ghar mein ik naya mehmaan aanewaala hai
Bachcha hai bhagwaan toh bhagwaan aanewaala hai
Yaar main jhumu gaayuna, abb chaacha main kehlaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga

La la la ra la la la la la la la la la

Tum dono yeh socho woh mehmaan kaisa hoga
Mujhe pata hai woh bilkul mere jaisa hoga

Naam bhi maine soch liya, raaja use bulaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga
Apane ghar mein ik naya mehmaan aanewaala hai

Ungali pakadake meri jab woh chalega galiyon mein
Ek hi phul dikhega baag ki laakhon kaliyon mein

Aakhir mera bhatija hai, hero use banaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga

Apane ghar mein ik naya mehmaan aanewaala hai
Bachcha hai bhagwaan toh bhagwaan aanewaala hai

Yaar main jhumu gaayuna, abb chaacha main kehlaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga

La la la ra la la la la la la la la la.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.