Yun Neend Se Woh Lyrics

Writer :

Singer :




Yun nind se woh jaan e chaman jaag uthi hai
Yun nind se woh jaan e chaman jaag uthi hai
Pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai
Yun nind se jaan e chaman

Phir yaad hamein aayein hain saawan ke woh jhule
Phir yaad hamein aayein hain saawan ke woh jhule
Woh bhul gaye hamako unhein hum nahi bhule
Unhein hum nahi bhule
Iss dard ke kaanton ki chubhan jaag uthi hai
Pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai

Iss shehar se achchha tha bahot apna woh gaanv
Iss shehar se achchha tha bahot apna woh gaanv
Panghat hai yahaan koyi na pipal ki woh chhanv
Pipal ki woh chhanv
Pachchhim mein woh purab ki pawan jaag uthi hai
Pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai
Yun nind se woh jaan e chaman

Hum log sayaane sahi deewaane hai lekin
Begaane bahot achchhe hai
Begaane hai lekin, begaane hai lekin
Begaano mein apano ki lagan jaag uthi hai
Pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai
Yun nind se woh jaan e chaman jaag uthi hai.



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.