Main Hoon Sharabi Lyrics

Writer :

Singer :




Mai hu sharabi nahi ji nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi
Kisi ne pila di hai khud pi nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi

Sagar hatao nigahe milao
Ab apni aankho se mujhko pilao
Sagar hatao nigahe milao
Ab apni aankho se mujhko pilao
Bottal me baki jarasi nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi

Ki maine toba na ilzam lunga
Mai apne hatho me na ye jam lunga
Ki maine toba na ilzam lunga
Mai apne hatho me na ye jam lunga
Pine se toba re baba
Pine se toba mager ki nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi

In khhali aankho me kya dhundti ho
Tum mujhse kiska pata puchhti ho
In khhali aankho me kya dhundti ho
Tum mujhse kiska pata puchhti ho
Mujhko to apni khabhar bhi nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi
Mai hu sharabi nahi ji nahi
Kisi ne pila di hai khud pi nahi

Mai hu sharabi nahi ji nahi

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.